IS HADESS PAAK MEIN BATAY GEA HEY K MUSLMANO GEBAT NA KERO.
Monday, March 29, 2010
Sunday, March 28, 2010
REHAM DILY
IS HADESS PAAK MEIN HAZRAT MUHAMMAD [PBUH] NEY FERMAYA JO DOSRO PER REHAM NEHI KERTA ALLAH US PER REHAM NEHI KERTA.
REHAM DILY
IS HADESS PAAK MEIN HAZRAT MUHAMMAD [PBUH] NEY FERMAYA JO DOSRO PER REHAM NEHI KERTA ALLAHUS PER REHAMNEHI KERTA.
Saturday, March 28, 2009
kia tum bhool pao gay
kia tum bhool pao gay
wo din aur wo ratien
jo hum batien kertay huway guzaar daitay thay
kiya tum bhool pao gay
jab hum ik doosray ko sochtay rehtay thay
din main khiyal ban ker sath rehtay thay
raat ko khuwab ban ke sath nibhatay thay
kiya tum bhool pao gay
wo din aur wo ratien
main tum ko ghusa kerta
tum mujh ko manaya kertay
tum mujh per hukam chalatay
main chup chaap manta rehta
kia tum bhool pao gay
wo din aur wo ratien
wo baat baat per rooth jana
aur ik muskrahat per maan jana
din lartay huway guzaar daina
raat ko payar bhara qarar daina
kiya tum bhool pao gay
wo din aur wo ratien
ik doojay ki yaadoon main khoye rehna.
her pal ik doojay ki sapnay dekhna
zara si doori per tarap jana
kiya tum bhool pao gay
wo din aur wo ratein
wo din aur wo ratien
jo hum batien kertay huway guzaar daitay thay
kiya tum bhool pao gay
jab hum ik doosray ko sochtay rehtay thay
din main khiyal ban ker sath rehtay thay
raat ko khuwab ban ke sath nibhatay thay
kiya tum bhool pao gay
wo din aur wo ratien
main tum ko ghusa kerta
tum mujh ko manaya kertay
tum mujh per hukam chalatay
main chup chaap manta rehta
kia tum bhool pao gay
wo din aur wo ratien
wo baat baat per rooth jana
aur ik muskrahat per maan jana
din lartay huway guzaar daina
raat ko payar bhara qarar daina
kiya tum bhool pao gay
wo din aur wo ratien
ik doojay ki yaadoon main khoye rehna.
her pal ik doojay ki sapnay dekhna
zara si doori per tarap jana
kiya tum bhool pao gay
wo din aur wo ratein
Saturday, March 21, 2009
Itazar
waqat ki gird se
atay hoye kuch khawab apnay
palkoon ke hisar main
Qaid paray hain
ankhoon main chupa rakhay thay
jo selab kitnay
beh nikalnay ko hain
aiyna dil pe mairay
kuher C jummi hai
hamien faqat intazar hai uska
ke kabhi to bad-e-saba
nazer ke sahra se ghuzray
is tarah ke
nikher aien phir
hamaray kuch gulab sapnay
atay hoye kuch khawab apnay
palkoon ke hisar main
Qaid paray hain
ankhoon main chupa rakhay thay
jo selab kitnay
beh nikalnay ko hain
aiyna dil pe mairay
kuher C jummi hai
hamien faqat intazar hai uska
ke kabhi to bad-e-saba
nazer ke sahra se ghuzray
is tarah ke
nikher aien phir
hamaray kuch gulab sapnay
Subscribe to:
Posts (Atom)