yaar ke ghum ko ajab naqas gari ati hai
por por ankh ke manad bhari nazer ati hai
be-taluq na hamien jaan ke hum jantay hain
kitna kuch jaan ke yeah be-lhabri nazer ati hai
is qader ghondna parti hai lahoo se mutti
hath ghul jatay hain koza gari ati hai
kitna rakhtay hain wo is sheher-e-khamooshan ka khayal
roze ik naoo ghulaboon se bhari ati hai
zindagi kaisay baser ho gi ke hum ko tabish
Saber ata hai na ashfata sari ati hai
Saturday, March 7, 2009
yaar ke ghum ko ajab naqas gari ati hai
Labels:
hindi,
indian,
pakistani,
pakistani adab,
pakistani ashar,
Pakistani poetry,
poem,
urdu,
urdu adab,
urdu ashar,
urdu poetry,
urdu shairy
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment